Waldain ki Faryad aulad k naam!
Jis din tum humen boorha dekho, sabar krna aur humen samujhny ki koshish krna.
Jb hum khaty huey gandagi karen aur apny gandy kapry badl na saken to wo waqt yad krna jb hum tumhry gndy kapry badalwaty thy.
Jb hum koi baat bhol jaen to hum per tunz na krna aur apna bachpan yad krna.
jb hum borhy hokr chal na paen to hamara sahara banna aur apna pehla qadam yad krna.
(Apne Zindagi walden ke nam kardo)
Wednesday, March 31, 2010
R, December 07,2009 5:14PM
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
0 comments:
Post a Comment